kalwa pawan kon hai Dosto aaj Hum janne vale hai apne Hindu or Valmiki Samaj Me Pooje Jane Vale Ek Ase
Devta ke Bare Me jiske Bare Me Jitni Baate Kari Jay Utni Hi Kaam Hai Kyu Ki dosto baba Kalwa
pawan devta hi ase hai Jiske Kisse Or samaj me Itne Charhe Hai jo Btaye bethe to bhi kaam hai to
Aaj jante hai inke bare me kuch baate jese kalwa pawan kon hai, kalwa pawan ka itihas,kalwa pawan
kon hai, kalwa pawan ke guru ka naam, khardoni kalwa pawan baba mandir, kalwa pawan ka bhog kya hai
_ Ase hi Baate jo bhut se logo ne apne guru or bade budho se bhut suna hoga chaliye jante hai kalwa pawan kon hai
Yaha Bhi jaroor Padhe:-
kalwa pawan kon hai
dosto Baba Kalwa Pawan Valmiki samaj me Pooje jane vale Bhut bade Dev hai jisko
bharat ke bhut se rajyo me apne ghar me pooja jata hai bhut se log inhe kalwa pawan kon hai apne kuldevta ke
roop me bhi poojte hai sath hi inke 56 roop btay gay hai jiski vajha se yaha bhut si jagha
apne kisi na kisi roop me pooje jaa rahe hia or alag naam se bhi dosto inke sath sath
( mata masani ) or ( Shaka peer ) or bhi ase dev hai jo inke sath chalte hai or jode me pooje jate hai
kalwa pawan ke guru ka naam
dosto jesa ki hum sab jante hai baba kalwa pawa ek bhut badi shakti hai lekin koi bhi shakti
kitni bhi badi rahi ho ya koi bhi ho Bina guru ke sab Piche reh jate hai baba kalwa pawan itne
bade dev or shakti hone ke bad bhi kalwa pawan kon hai unke guru the jinka naam Rakhvah Guru
Btaya jata hai lekin dosto
baba kalwa pawan ke guru ki jab bhi baat ki jati hai unme akele rakhvah
guru ke naam ke sath nange Guru ka bhi naam ata hai or unko bhi baba kalwa pawan ka guru btaya jata hai
nange guru kaun the Baba kalwa Pawan kese Bane
dosto jesa ki mene btaya ki jab bi hum baba kalwa pawan ke guru ki baat karte hai
to unme 2 guru ka naam samne aata hai jisme rakhwa guru ke bare me hune jana ab jante hai
nange Guru kon the or baba kalwa pawan kon hai kalwa pawan ka inse kiya lena dena hai dosto kaha jata hai
jine hum 9 nange baba kehte hai jo ki bhagwan dattatray ke bad jo ki inke guru bhi bhi
btay gay hai jisme se sabse bade baba Nange jinka naam Raam Das Nange kaha jta hai
Inhone apne Dhoone ke tap me baba kalwa pawan ko peda kiya tha

jisme kahani ke anusar baba ko dhoone me tapa kar shakti roop me prakat kiya kalwa
naam bhi isi liye rakha gya dhoone kalwa pawan kon hai me tap ka kalwa hona hi kalwa pawan kehlaya jiske pad kehte
hai baba ne is shakti ko ek Dibbi me bandh rakha or nange baba jaha rahte the us jagha ki seva
rakhwa guru karte the seva ke faal roop me rakhwa guru ko
diya jiske bad baba kalwa pawan bhut saalo tak rakha guru ke pass rahe
Kalwa Pawan Ko Guru Maar Devta Kyu Kehte Hai
dosto jesa ki hum sab jante hai jab bhi baba kalwa pawan ke bare me koi baat ki jati hai
to inhe Guru maar ka naam diya jata hai iska karan bhi bada ajib hai sath hai or iske piche ek coti si kahani hai
kehte hai jab baba kalwa pawan Rakhvah Guru ke pass rehne lage the to Rakhvah
Guru ne inhe apne bache ki taha apne ghar me rakha sath hi ghar me chote bade
kaam kiya karte the or rakhavh guru pashu palan bhi karte the isme vaha Suar ko pala karte
the jisko baba kalwa pawan charane leke jate the jisme se baba kalwa pawan ko
ek Suar pasand ka Jisko Chitkabra Suar Bhut pasand tha jiske liye baba kalwa pawan ne guru rakhvah
se kaha ki yaha suar mujhe chahiye to guru rakhvah ne Pawan ko bhut baar is baat se taal
diya lekin bhut jada prayas karne ke bad guru rakhvah ne baba kalwa se ek kaam
karne ko kaha unki beti ka bhaat bharne ke liye kaha or kaha ye kaam hone
ke bad me tujhe jaroor yaha Chota kabra Suar dunga baba kalwa pawan is baat se raji ho kar behen
ka bhaat bhane chale gay piche se guru rakhvah ne apne kuch janwar kisi ko bech diye sath hi vaha kabra
suar bhi jiske bad baba kalwa pawan bhaat bhar ke vapas aay to unhe
yaha apna suar na milne par unhone
ravah guru se puche to unhone bina soche keh diya mene bech diya jaa is baat se krodhit hoke baba kalwa
pawan ne apne Guru Rakhvah par war kar diya or guru rakhvah mare gay yaha ghatna Khaldoni gav ki btai
jati hai iske bad se hi baba ko guru maar kaha gaya
Kalwa Pawan Ka Mandir Kaha hai
dosto baba kalwa pawan ka jo madir hai vaha Up Me Meerut se kuch door ek gao ata hai jiska
naam khaldoni hai jiski vjha se pawan ka naam Khaldoni kalwa pawan bhi hai sath hi yaha roj
bhut se log baba ke darshan karne aate hai jesa mene apko pichle Pera me btaya ki yaha sthan
khud baba kalwa pawan ka nahi hai yaha stahn guru rakhvah ka btaya jata hai unke bad hi
yaha par khaldoni pawan ka ussi ghar stahn par manidr bnaya gya hai yaha ke log bhi baba
ko mante hai jab ki yaha rehne vale kafi log muslim samaj se aate hai
निष्कर्ष
to dosto yaha humne apne valmiki samaj me pooje rahe rahe ke bhut bade lok devta
ke bare me jana jinka naam baba kalwa pawan bhai sath hi jisme humne jana ki yaha kese hai
kiss roop me hai inke guru kon hai or inka stahn kaha hai dosto yaha bhut choti si jankari hai baba
kalwa pawan ke bare me lekin aap jada chinta na kare me jald hi bhut se devi or devta sath hi
apne samaj se jude kafi bate apke samne lata rahunga jisse apko bhut kuch janne ke liye milega
Pingback: Veer Jhajjar Singh Valmiki Lung Ko Dhool Chatane Wala
Pingback: Valmiki Samaj Gotra List वाल्मीकि समाज के वंश, गोत्र